Ajnabi Ban Jaayen Lyrics & Song – Talaash (2014) | Ghanshyam Vaswani
Album : Talaash (2014)
Singers : Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
Music : Ghanshyam Vaswani
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : Worldwide Records
Views : 1289
Ajnabi Ban Jaayen Lyrics
Ajnabi ban jaayen phir se Ajnabi ban jaayen phir se Kyun kuchh aisa kare Aye sanam jutha sahi Lekin chalo jhagda kare Ajnabi ban jaayen phir se Kyun kuchh aisa kare Aye sanam jutha sahi Lekin chalo jhagda kare Ajnabi ban jaayen phir se.. Yun mussar pyar karne se Hua hai pyaar kam Chal juda hokar zara Ehsaas ko taza kare Yun karo zahir ke jaise Ho gayi ho tum khafa Aur ham chadar mein chhupkar Raat bahr roya kare Ajnabi ban jaayen phir se Kyun kuchh aisa kare Aye sanam jutha sahi Lekin chalo jhagda kare Ajnabi ban jaayen phir se Tum karo ek bewafa Mehboob ke jisa sulook Aur ham rageen sa Nagama koi gaya kare Tum karo koi kadvi kasaili Baat keh do bedhadak Taaki ham harroz kuchh Lamho ko mar jaaya kare Ajnabi ban jaayen phir se Kyun kuchh aisa kare Aye sanam jutha sahi Lekin chalo jhagda kare Ajnabi ban jaayen phir se.. Tum chhuda kar mujhse daman Apne ghar ki raah lo Aur ham pehro bhatka kar Thokre khaya kare Chahte gar hamare Pyaar ki lazzat bdhe Tum bdnaam kar do Ham tumhe rusva kar de Ajnabi ban jaayen phir se.. Kyun kuchh aisa kare Aye sanam jutha sahi Lekin chalo jhagda kare Ajnabi ban jaayen phir se..
More Lyrics from Talaash (2014) Album
- Apni Apni Seemaon Ka - Ghanshyam Vaswani
- Koi Kisi Se Dur Hai - Ghanshyam Vaswani
- Mitti Ka Khilona - Ghanshyam Vaswani
- Agar Talaash Karoon - Ghanshyam Vaswani
- Chot Woh Khai Hai - Ghanshyam Vaswani
- Shamm E Dil - Ghanshyam Vaswani
- Khayal O Khwaab Hua - Ghanshyam Vaswani
- Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai - Ghanshyam Vaswani