Apni Apni Seemaon Ka Lyrics & Song – Talaash (2014) | Ghanshyam Vaswani
Album : Talaash (2014)
Singers : Ghanshyam Vaswani
Music : Ghanshyam Vaswani
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : Worldwide Records
Views : 1688
Apni Apni Seemaon Ka Lyrics
Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Apne aap se pyaar hai jisko Pyaari hai har sheh usko Itani baat hai sacha hai baaki Itani baat hai sacha hai baaki Jo kuchh hai afasana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya dard roaz nayi shab Bit gaya so bit gaya Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Roz naya kuchh khone ko hai Roz naya kuchh pana hai Utana hi duniya ko samjha Utana hi duniya ko samjha Jitna khud ko jaana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai.. Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Paida hona paida hokar marne tak jeete rehna Ek kahani hai jo sabko Ek kahani hai jo sabko alag alag dohrana hai Apni apni seemaon ka bandi har paimana hai..
More Lyrics from Talaash (2014) Album
- Koi Kisi Se Dur Hai - Ghanshyam Vaswani
- Mitti Ka Khilona - Ghanshyam Vaswani
- Agar Talaash Karoon - Ghanshyam Vaswani
- Chot Woh Khai Hai - Ghanshyam Vaswani
- Ajnabi Ban Jaayen - Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
- Shamm E Dil - Ghanshyam Vaswani
- Khayal O Khwaab Hua - Ghanshyam Vaswani
- Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai - Ghanshyam Vaswani