Aye Mere Humsafar Lyrics & Song – All Is Well | Mithoon Sharma
Movie : All Is Well
Singers : Mithoon Sharma, Tulsi Kumar
Music : Himesh Reshammiya, Amaal Mallik, Mithoon, Meet Bros Anjjan, Anand Milind
Lyricists : Amitabh Bhattacharya, Majrooh Sultanpuri
Genre : Romantic
Music Label : T-Series
Views : 3049
Aye Mere Humsafar Lyrics
Aye mere humsafar ek zara intazaar Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki Aye mere humsafar ek zara intazaar Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki... Jis ko duaaon mein maanga Tu hain wahin rehnuma Tere bina mushkil hain Ek bhi kadam chalna.. Jis ko duaaon mein maanga Tu hain wahin rehnuma Tere bina mushkil hain Ek bhi kadam chalna Bin tere kahaan hain manzil pyar ki Aye mere humsafar ek zara intazaar Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki... Naa hum bewafa hain Na pyar hain kam-darmiyaan Par apni taqdeere Hain bilkul hi judaah.. Naa hum bewafa hain Na pyar hain kam-darmiyaan Par apni taqdeere Hain bilkul hi judaah Phir kaise milegi manzil pyar ki Aye mere humsafar ek zara intazaar Sun sadaae de rahi hain manzil pyar ki...
More Lyrics from All Is Well Movie
- Baaton Ko Teri - Arijit Singh
- Yolo - Sreerama Chandra Mynampati
- Nachan Farrate - Kanika Kapoor, Meet Bros Anjjan
- Tu Milade - Ankit Tiwari
- Chaar Shanivaar - Amal Malik, Badshah, Vishal Dadlani