X

Aye Mere Khuda Lyrics & Song – 1:13:7 - Ek Tera Saath | Swati Sharma

BY SongSuno Published on September 18, 2016

Movie : 1:13:7 - Ek Tera Saath
Singers : Swati Sharma
Music : Sunil Singh, Liyakat Ajmeri
Lyricists : A.m. Turaz
Genre : Love
Music Label : Zee Music Company
Views : 1231

3.0 based on 1 Votes


Aye Mere Khuda Lyrics

Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota Aye mere khuda tune itna to kiya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota.. Main kaise sahoon badhti huyi ye dooriyan Le leti hai jaan pal pal meri majbooriyan Ab dil ko sambhalu main yaa khud ko sambhalu Tu hi bata de tanha main kis kis ko sambhalu Kya mera ab kahin koi bhi na raha Zindagi taras gayi sunne ko ek sada Mujhko bhi sambhal ne ko koi to diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota.. Yun tanhaai se jud gaya sil sila Haan mujhko kabhi dukh se siva kuch na mila Zakhmo se nahi shikva par marham to lagata Mere liye bhi raahat ka ek lamha to banata Kis khata ki sazaa di mujhe ye bata Tujhpe itna kya itna bhi haq nahi tha mera Jaake daaman mera thoda to siya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota.. Kya cheez zindagi hai mehsoos kiya hota Tukdo mein agar bata-te main yun na jeeya hota Aye mere khuda tune itna to kiya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota Yaa dil na diya hota ya gham na diya hota...


More Lyrics from 1:13:7 - Ek Tera Saath Movie

  1. Ek Tera Saath (Title Song) - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Swati Sharma
  2. Saiyyan 2 - Aman Trikha, Swati Sharma
  3. Pakeeza Pakeeza - Ali Aslam, Krishnakumar Kunnath, Swati Sharma
  4. Main Hoon Queen - Bhoomi Trivedi, Shahid Mallya
  5. Humsafar Ye Tadap Hai Pyar Ki - Swati Sharma

Swati Sharma More Lyrics

  1. Bam Bam Bole Kaashi - Kaashi In Search of Ganga
  2. Banno Tera Swagger - Tanu Weds Manu Returns
  3. Barbie Girl - Tera Intezaar (2017)
  4. Din Mein Karenge Jagrata - Freaky Ali
  5. Direct Ishq Title Song - Direct Ishq
  6. Dirty Flirty - Aa Gaya Hero

2016 More Lyrics

  1. Akkad Bakkad Bambey Bo - Sanam Re
  2. Chal Chaliye - A Flying Jatt
  3. Aasra (Title Song) - Aasra (2016)
  4. Ganraj Ganpati - Aasra (2016)
  5. Poora Hua Hai Apna Sapna - Aasra (2016)
  6. Dhaakad Aamir Khan Version - Dangal