Badnaamiyan Lyrics & Song – Hate Story 4 | Armaan Malik
Movie : Hate Story 4
Singers : Armaan Malik
Music : Arko Pravo Mukherjee, Tanishk Bagchi, Tonny Kakkar, Boman, Chand, Mithoon Sharma
Lyricists : Rashmi Virag
Genre : Romantic
Music Label : T-Series
Views : 1241
Badnaamiyan Lyrics
indagani ke lamhon ko tere naam kar diya Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi.. Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi.. Har pal yeh dil yaad tujhe karta rehta hai Har pal tere sapne ye dekha karta hai Maana tumne raaste apne badal diye Yeh bechara beete kal mein hi rehta hai.. Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya Aakhiri saans ko bhi tere naam kar diya Khudko tere hi khaatir nakaam kar diya Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnamiyan mili, tanhaiyaan badhi.. Main teri aankhon mein dekhta hoon khudko Tumko kya dikhta hai, meri nazron mein kaho Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya Dekhte chaahte, subah ko shaam kar diya Khud ko teri hi khatir qurbaan kar diya.. Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya Zindagani ke lamhon ko tere naam kar diya Khud ko teri hi khatir badnaam kar diya Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi Badnaamiyan mili, tanhaiyaan badhi...
More Lyrics from Hate Story 4 Movie
- Tum Mere Ho Mere Rehna - Amrita Singh, Jubin Nautiyal
- Aashiq Banaya Aapne 2 - Himesh Reshammiya, Neha Kakkar
- Boond Boond Mein - Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
- Mohabbat Nasha Hai - Neha Kakkar, Tony Kakkar
- Naam Hai Mera - Neeti Mohan