Dil Darbadar Lyrics & Song – PK (PeeKay) | Ankit Tiwari
Movie : PK (PeeKay)
Singers : Ankit Tiwari
Music : Shantanu Moitra, Ajay Gogavale, Atul Gogavale, Ankit Tiwari
Lyricists : Manoj Muntashir
Genre : Comedy & Funny
Music Label : T-Series
Views : 1883
Dil Darbadar Lyrics
Hai maun mein doobi duniya Tera qissa.. Kaun sunaaye Jo kahe.. tujhe na jaane Jo jaane.. keh na paaye Khwaabon ka musafir.. Navazina kaafir Saaiyaan ye bata de.. Kahan hu main aakhir Ye kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar.. Tu mera hi saaya Main teri hi chaaya Main tere bina zaaya Ragon mein baha tu Nazar mein raha tu Magar na nazar aaya... Tujh se hi chal ke main guzra Tujhpe hi aa thehra Re tu mujhko main tujhko Jaata kya hai mera Ye kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar.. Main shaakhon se toota Hawaoon se rootha Uda ja raha hoon kahaan Aa jaaun kahin main Khilunga wahin mein Mile mujhko tu jahaan... Aa mil ja mujhse main kabse Dekhun teri raahein Beeta ek arsa main tarsa Ab khol de baahein Ye kaisi hai teri aankh micholi Mujhe ghar le ja humjoli.. Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar mera dil darbadar Dil darbadar hai.. Darbadar.. darbadar dil hai Hai dil darbadar Dil darbadar hai..
More Lyrics from PK (PeeKay) Movie
- Nanga Punga Dost - Shreya Ghoshal
- Chaar Kadam - Shaan, Shreya Ghoshal
- PK Dialogues - Aamir Khan, Sanjay Dutt, Anushka Sharma
- Love Is A Waste Of Time - Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
- Bhagwan Hai Kahan Re Tu - Sonu Nigam
- Tharki Chokro - Swaroop Khan