Ek Dheema Zeher Lyrics & Song – Aakhir Kab Tak | Saket
Movie : Aakhir Kab Tak
Singers : Saket, Sarika Kapoor
Music : Jayant Aryan
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : N/A
Views : 934
Ek Dheema Zeher Lyrics
Ek dheema zeher ban gaya hai kahar Ek nasur hai roz bhadta gya Ya khuda ya khuda.. Ye dahez ka andha kua Ya chita koi yahan sab dhuan Besharm aankhen ho chuki Hai behaya Hai lahu zubaan ne chakh liya Rishton ko jaise das liya Doli uthegi jaane kab Bhakegi aag Zinda hai zinda hai marke bhi yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan Zinda hai zinda hai marke bhi yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan.. Kyo zindgi ki chaah mein Bikhri padi hai raah mein Kuchle pade phoolon si beti aaj bhi Hai mitiyon ki wo ladi Haathon mein aisi ladi Aankhon mein kyun hai bebasi ki ye nami.. Zinda hai zinda hai marke bhi yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan Zinda hai zinda hai marke bhi yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan.. Kya koyi nahi jo tok de Ye jo jurm hai use rok de Ye hawas kahan le jayegi Socho jara Wo jo baarishon ki talash mein Lekar katora haath mein Nikle hain beton sang roko unhe.. Dhanda hai dhanda hai sadiyon se yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan Dhanda hai dhanda hai sadiyon se yahan Andha hai andha hai yahan saara jahan..
More Lyrics from Aakhir Kab Tak Movie
- Mari Thumka Ulat Jaaye Up Bihar - Pawan Mishra, Pushplata
- Hoon Bekraar - Abid Jamal, Mamta Singh
- Jaagi Jaagi Raaton Mein Soyi Soyi - Ravi Choudhary
- Mehandi Mehandi - Sarodee Borah