X

Gulaabi Aankhen Lyrics & Song – The Train | Mohd Rafi

BY SongSuno

Movie : The Train
Singers : Mohd Rafi, Mohammed Rafi
Music : Mithoon, R D Burman, R D Burman, R D Burman
Lyricists : Anand Bakshi
Genre : Love
Music Label : N/A
Views : 713

3.0 based on 25 Votes


Gulaabi Aankhen Lyrics

La La La La La La La La La La La La La 3 Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Sharaabi Yeh Dil Ho Gaya Sambhaalo Mujhko O Mere Yaaron Sambhalna Mushkil Ho Gaya Dil Mein Mere Khwaab Tere Bas Tere Jaise Ho Deewaar Pe Tujhpe Fida Main Kyoon Hua Aata Hai Gussa Mujhe Pyaar Pe Main Lut Gaya Maanke Dil Ka Kaha Main Kahin Tha Na Raha Kya Kahoon Main Dilruba Pura Yeh Jaadu Teri Aankhon Ka Yeh Mera Kaatil Ho Gaya Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Sharaabi Yeh Dil Ho Gaya Maine Sada Chaaha Yehi Daaman Bacha Loon Haseenon Se Main Teri Kasam Khwaabon Mein Bhi Bachta Fida Naazneenon Se Main Tauba Magar Mil Gayi Tujhse Nazar Mil Gaya Dard E Jigar Sun Zara O Bekhabar Zara Sa Haske Jo Dekha Tune Main Tera Bismil Ho Gaya Gulaabi Aankhen Jo Teri Dekhi Sharaabi Yeh Dil Ho Gaya Sambhaalo Mujhko O Mere Yaaron Sambhalna Mushkil Ho Gaya


More Lyrics from The Train Movie

  1. Kis Liye Maine Pyar Kiya - Lata Mangeshkar
  2. Mujhase Bhala Ye Kaajal - Lata Mangeshkar, Mohd Rafi