Hum To Aakhir Hum Hai Lyrics & Song – Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah |
TV Serial : Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah
Singers : N/A
Music : N/A
Lyricists : N/A
Genre : Comedy
Music Label : N/A
Views : 4729
Hum To Aakhir Hum Hai Lyrics
Bindass bhide bindass bhide, Bindass bhide hey hey hey.. Bindass bhide bindass bhide, Bindass bhide hey hey hey Bindass bhide bindass bhide, Bindass bhide bindass bhide Zabardast jetha..zabardast jetha.. [2] Zabardast jetha..zabardast jetha.. [3] Hum to aakhir hum hai, Humse na takrana aye bhide Hamare saamne mushkil hai, Tumhara yun tik paana Hamare saamne mushkil hai, Tumhara yun tik paana Hum karke munh dikhate hai, Jo bhi humne thana Apne dushmano ko aata, Humko dhul chatana Aye hum to aakhir hum hai, Humse na takrana aye bhide Anadi nahin khiladi hum, Naako chane chabadenge Kalandar nahin shikandar hum, Int se int baja denge Garajte hain jo baraste nahin, Ghamand main nahin aana samje Hamare saamne mushkil hai, Tumhara yun tik paana... Jethalala dawa hain humara, Tumse hum hi baazi maarenge Miyan bittu banna chhodo, Dekhna tum hi haaronge Dhul mein khaab miladenge, Roauf na dikhlana hey hey.. Apne dushmano ko aata, Humko dhul chatana Hum to aakhir hum hai hum hai, Humse na takrana are aye tappa bas Hamare saamne mushkil hai, Tumhara yun tik paana Apne dushmano ko aata, Humko dhul chatana chal chal... Hamare saamne mushkil hai, Tumhara yun tik paana Apne dushmano ko aata, Humko dhul chatana Zabardast jetha..bindass bhide.. Zabardast jetha..bindass bhide.. [2]