Jaagi Jaagi Raaton Mein Soyi Soyi Lyrics & Song – Aakhir Kab Tak | Ravi Choudhary
Movie : Aakhir Kab Tak
Singers : Ravi Choudhary
Music : Jayant Aryan
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : N/A
Views : 980
Jaagi Jaagi Raaton Mein Soyi Soyi Lyrics
Jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon Tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon.. Jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon Tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon.. Yaado mein raat bhar ab toh shaamo sehar Tere bina tere bina tere bina tere bina.. Jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon Tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon Pyar ka hai asar ab tumhe chod kar jana kahan Jana kahan jana kahan jana kahan jana kahan.. Jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon Tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon.. Dekhe aankhon ne roz sapne Sapno mein teri justjoo hai Dil ki jarurat ban gayi hai Teri baahon mein jo sukoon hai Tu hi mera piya tu hi mera jiya Tujhe chun liya aaj maine Ab har ghadi hoon tere saath saath Jis raah ka tu pta de Khusboo hawaon mein bikhri hai sandal ki Dil ko khabar teri ab toh har pal ki Ab nahi koyi darr Ab mera humsafar Ye aasmaan ye aasmaan ye aasmaan.. Dil ki kitaabo mein likha hai Pyar dilon ka khuda hai Lafzo se pucho to kahenge Pyar hasi ek khata hai Tu hi mera khuda hai Tu hi meri dua hai Tujhe dil diya aaj maine Saanson ke taar hai bekaar Ek baar fir muskura de.. Meethi meethi baaton se dil ye dhadakta hai Tu na mile jis pal dum ye nikalta hai Khayi maine ye kasam na juda honge hum Vaada raha vaada raha vaada raha..
More Lyrics from Aakhir Kab Tak Movie
- Mari Thumka Ulat Jaaye Up Bihar - Pawan Mishra, Pushplata
- Hoon Bekraar - Abid Jamal, Mamta Singh
- Mehandi Mehandi - Sarodee Borah
- Ek Dheema Zeher - Saket, Sarika Kapoor