Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Lyrics & Song – Talaash (2014) | Ghanshyam Vaswani
Album : Talaash (2014)
Singers : Ghanshyam Vaswani
Music : Ghanshyam Vaswani
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : Worldwide Records
Views : 1103
Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai Lyrics
Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan par main aqsar sataya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai... Na chingariyaa hai na aatish na shola Main jalawo se tere jalaya gaya hun Na chingariyaa hai na aatish na shola Main jalawo se tere jalaya gaya hun Mere haal e wehshat pe aye hasane walo Mere haal e wehshat pe aye hasane walo Main aisa nahi tha banaya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Kahi mera dilbar khafa ho na jaaye Lage na wafao ke daman pe dhabba Khuda ke liye mere aansu na pochho Khuda ke liye mere aansu na pochho Main roya nahi tha rulaaya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun... Yakee to hai shayad zamana ke andar Koi mujhsa tqdeerwala nahi hai Yakee to hai shayad zamana ke andar Koi mujhsa tqdeerwala nahi hai Jahan secado muqddar bane hai Jahan secado muqddar bane hai Naseem us jagah mein mitaya gaya hun Jahan mujhse dil mera chhina gaya hai Jahan par main aqsar sataya gaya hun Ilaahi mere sabr ki laaj rakhna Waha main dobaara bulaya gaya hun...
More Lyrics from Talaash (2014) Album
- Apni Apni Seemaon Ka - Ghanshyam Vaswani
- Agar Talaash Karoon - Ghanshyam Vaswani
- Mitti Ka Khilona - Ghanshyam Vaswani
- Shamm E Dil - Ghanshyam Vaswani
- Koi Kisi Se Dur Hai - Ghanshyam Vaswani
- Khayal O Khwaab Hua - Ghanshyam Vaswani
- Ajnabi Ban Jaayen - Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
- Chot Woh Khai Hai - Ghanshyam Vaswani