X

Jana Desh Piya Ke Lyrics & Song – Khamoshi (1942) | Ramdulari

BY SongSuno Published on May 18, 2019

Movie : Khamoshi (1942)
Singers : Ramdulari
Music : G.a.chishti
Lyricists : Himmat Rai Sharma
Genre : Love
Music Label : Saregama
Views : 495

2.5 based on 11 Votes


Jana Desh Piya Ke Lyrics

Jana, jana, jana, nadiya jana Desh piya ke jana Jana, jana, jana, nadiya jana Desh piya ke jana Man ki baat sunana nadiya jana Man ki baat sunana Jana jana jana nadiya jana Desh piya ke jana.. Jaldi is paar ji ki jawala Jaldi is paar ji ki jawala Saajan ko dikhalana Hamari beetha sunana Hamari beetha sunana Nadiya jana desh piya ke jana Jana jana jana nadiya jana Desh piya ke jana.. Maujo mein bahar Man ki mauje le ja le ja le ja Maujo mein bahar Man ki mauje le ja le ja le ja Maujho ka saaz bajana Maujho ka saaz bajana Biraha ke geet sunana Maujho ka saaz bajana Biraha ki geet sunana Nadiya jana desh piya ke jana Jana, jana, jana, nadiya jana Desh piya ke jana Jana, jana, jana, nadiya jana...


More Lyrics from Khamoshi (1942) Movie

  1. Chaandni Hai Mausam - Ramdulari