Kahin Sawan Baras Gaye Saajan Lyrics & Song – Jaanisaar | Malini Awasthi
Movie : Jaanisaar
Singers : Malini Awasthi
Music : Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan
Lyricists : Rahi Masoom Raza
Genre : Romantic
Music Label : Zee Music Company
Views : 1425
Kahin Sawan Baras Gaye Saajan Lyrics
Barkha na suhaay tere bin Kalkate wale piya Kab aaoge tum.. Tum ko aane mein.. [2] Tum ko bulaane mein Kahin sawan baras gaye saajna Tum ko aane mein Tum ko bulaane mein Kahin sawan baras gaye saajna Dhundhate dhundhate Dhundhate dhundhate hi zamane mein Kahin sawan baras gaye saajna Tum ko aane mein Tum ko bulaane mein Kahin sawan baras gaye saajna.. Daagh hai dil mein laakho gehre haaye Daagh hai dil mein laakho gehre Nayan mein apne kazra na thehre Nayan mein apne kazra na thehre Sapno mein aake milake satane mein Kahin sawan baras gaye saajna Tum ko aane mein aane mein.. Tum ko aane mein Tum ko bulaane mein Kahin sawan baras gaye saajna... Beet gaya jug patiyaan kaahen haaye Roothe balam ko kaun samjhaaye Beet gaya jug patiyaan kaahen Roothe balam ko kaun samjhaaye Mann ki umango ko roke suname Kahin sawan baras gaye saajna Tum ko aane mein Tum ko bulaane mein Kahin sawan baras gaye saajna... Paake bidesh mein sautan koi Chainana laage o neermohi Paake bidesh mein sautan koi Chainana laage o neermohi O neermohi o neermohi o neermohi Paake bidesh mein sautan koi Chainana laage o neermohi Ratiyon mein bindiya sajane mitane mein Kahin sawan baras gaye saajan Kahin sawan sawan sawan Kahin sawan sawan sawan Kahin sawan baras gaye saajan... Dhundhate dhundhate Dhundhate dhundhate hi zamane mein Kahin sawan baras gaye saajna Kahin sawan baras gaye saajna Sawan..sawan..sawan..sawan Kahin sawan baras gaye saajna Kahin sawan baras gaye saajna..
More Lyrics from Jaanisaar Movie
- Hamein Bhi Pyar Kar Le - Shreya Ghoshal
- Teri Katili Nigahon Ne Mara - Malini Awasthi
- Champayi Rang Yaar Aa Jaye - Ustad Shafqat Ali Khan, Shreya Ghoshal
- Sufiye Ba Safa Manam - Ustad Shafqat Ali Khan
- Achchi Surat Pe - Shreya Ghoshal