Kaun Madari Yahan Kaun Jamura Lyrics & Song – Satyamev Jayate 2 | Swanand Kirkire
Movie : Satyamev Jayate 2
Singers : Swanand Kirkire
Music : Ram Sampath
Lyricists : Swanand Kirkire
Genre : Patriotic
Music Label : T-Series
Views : 1572
Kaun Madari Yahan Kaun Jamura Lyrics
Dhitang titang, dhitang titang, Dab dab durrah Kaun hai madari yahan kaun jamura.....(1) Kursi pe jo betha use main badshah samjha Aur khud ko samajh betha main cheedi ka durra Dhitang titang, dhitang titang, Dab dab durrah Kaun hai madari yahan kaun jamura Seva ka waada karke woh meva kha gaya Haan meva kha gaya re wo to meva kha gaya.... Raja woh khud bana mujhe pyada bana gaya Pyada bana gaya mujhe pyada bana gaya..... Ho.. o....Mat bhadak mere dil Yun khud pe na ghurra..... Tu hi tha nasamajh jo use de diya turrah Dhitang titang, dhitang titang, Dab dab durrah.. Kaun hai madari yahan kaun jamura....(1) Janta ka hai ye tantar...Janta hi iska mantar (Janta hi iska mantar...Janta hi iska mantar) Janta hi raja parja madari or jamura (Ye desh hai swatantar.....ye mulk hai swatantar) Ho...Mujhko hi poora karna har kaam adhura Ab pee ke na jhoome ab satta ka dhatura Dhitang Titang, Dhitang Titang, Dab dab durrah Kaun hai madari yahan kaun jamura.....(1)
More Lyrics from Satyamev Jayate 2 Movie
- Bekhauf - Sona Mohapatra
- Dhoondta Hai Man Mera - Ram Sampath
- Aam Ke Aam Honge - Rituraj