X

Kya Hoga Lyrics & Song – Dedh Ishqiya | Master Saleem

BY SongSuno Published on December 22, 2013

Movie : Dedh Ishqiya
Singers : Master Saleem
Music : Vishal Bhardwaj
Lyricists : Gulzar
Genre : Sad
Music Label : Shemaroo Audio
Views : 1650

2.0 based on 2 Votes


Kya Hoga Lyrics

Naina re aa..aa.. Aana.. aa.. re.. re.. aa.. Dil ka diya.. Shab bhar jala Tere liye o piya.. aa.. aa.. aa.. Jaate hue, jaate hue Keh ke gaya, keh ke gaya Yaar didaar didaar ... Dil to diya hai, Jaan bhi de dein Aur nazrana kya hoga.. Kya hoga.. kya hoga.. Lau ko chhu ke laut aaya jo, Woh parwana kya hoga aa.. Lau ko chhu ke laut aaya jo, Woh parwana kya hoga ... Kya hoga, kya hoga, kya hoga Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga.. Kya hoga, kya hoga, kya hoga Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga.. Sar pe falak hai, falak pe sitaare.. Sitaare.. Aji hamne to dekhe hain aankhon mein saare.. Hooo.. Palkein jhukaane se kya hoga Palkein jhukaane se kya hoga .. Kya hoga, kya hoga, kya hoga Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga.. Kya hoga, kya hoga, kya hoga Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga.. Dil ka diya.. Shab bhar jala.. Tere liye o piya.. aa.. Kya kya bataayein ke kin kin zamanon mein Dekha hai hamne tumhein.. O piya ji piya.. Rumaani mausam ki sab dastanon mein Dekha hai hamne tumhein.. O piya ji piya.. O piya ji piya.. More piya ji, more piya ji.. More piya ji, piya ji, piya ji piya.. Piya ji, piya ji, more piya.. Piya ji, piya ji, piya ji piya.. aa.. More piya ji piya, piya ji piya.. Jana tu baarish ki aawaz mein.. Kabhi chhaon ke andaz mein.. Kabhi udti hui dhoop mein.. Kabhi khushbu ki badmaz mein.. Udte guzarte jo nadiya ne dekha.. Paani pe parchhayi sehla ke dekha Ho katra ke ab hamse kya hoga, Katra ke ab hamse kya hoga.. Kya hoga, kya hoga, kya hoga Kya kya ji, kya kya ji, kya hoga.. [2] Aa..aa.. aa.. aa.. Ae zindagi us pe var ke aaye.. Saare ehsaan utaar ke aaye.. Aa.. Hamne taare utaare the lekin Usne to aasman loot liya Loot liya bhai loot liya bhai Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya.. [2] Parda uthaai ke, ghunghat giraai ke Parda uthaai ke, ghunghat giraai ke.. Chain hamara loot liya.. Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya.. Nazar uthaai aur Nazar uthaai aur, palkein gira ke loot liya Nazar uthaai aur, palkein gira ke loot liya Salam-e-shauk ne kuchh is tarah se loot liya Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya... Na jaane khoon hua... Aa.. Na jaane khoon hua, kitni aarzuon ka Na jaane khoon hua.. Kitni aarzuon ka Labon mein paan ki surkhi laga ke loot liya Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya.. Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya.. Wafa se loota kabhi kabhi aur kabhi zafa se loot liya Wafa se loota kabhi kabhi aur kabhi zafa se loot liya Sitam sitam hai, sitam sitam hai.. Sitam, sitam, sitam har adaa pe loot liya.. Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya bhai Loot liya bhai, loot liya.. [2] Loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya.. [3]


More Lyrics from Dedh Ishqiya Movie

  1. Zabaan Jale Hai - Rahat Fateh Ali Khan
  2. Hamari Atariya Pe - Rekha Bhardwaj
  3. Jagaave Saari Raina - Rekha Bhardwaj
  4. Dil Ka Mizaaj Ishqiya - Rahat Fateh Ali Khan

Master Saleem More Lyrics

  1. Aameen Aameen Suma Aameen - Click
  2. Awaara - Saat Khoon Maaf
  3. Chamki Jawaani - Yamla Pagla Deewana
  4. Danke Ki Chot - Will You Marry Me?
  5. Humka Peeni Hai - Dabangg
  6. Ishq Da Mausam - Ye Stupid Pyar

2014 More Lyrics

  1. Barso Ke Baad Meri Chunri - Nari Teri Shakti Anokhi
  2. Duniya Ne Duniya Me - Nari Teri Shakti Anokhi
  3. Jeene Do - Identity Card
  4. Maa Se Mila De Devi Maa - Nari Teri Shakti Anokhi
  5. Naam Hota Na Pehchan - Identity Card
  6. Naya Hai Zamana - Nari Teri Shakti Anokhi