Main Tumhara Lyrics & Song – Dil Bechara | Hriday Gattani
Movie : Dil Bechara
Singers : Hriday Gattani, Jonita Gandhi
Music : A R Rahman
Lyricists : Amitabh Bhattacharya
Genre : Love
Music Label : Sony Music
Views : 1318
Main Tumhara Lyrics
Tum naa huye mere toh kyaa Hmm..tum naa huye mere toh kyaa Main tumhara, main tumhara Main tumhara raha.. Mere chanda main tumhara sitaara raha Rishta raha bas rait ka Aye samundar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum naa huye mere toh kyaa.. Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu akhiri Maahi mere basi hai marzi bata kya teri Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara rahaa.. Main jaadon ke mahine ki tarah Aur tum ho pashmine ki tarah Main deewaro ki tarah hun Tum jaise ho dareecha Main bageecha jo tumne seenchaa.. Tum naa huye mere toh kyaa Hmm..tum naa huye mere toh kyaa Main tumhara, main tumhara, Main tumhara raha Mere chanda main tumhara sitaara rahaa.. Rishta raha bas rait ka Aye samundar main tumhara kinaara raha Main tumhara, main tumhara, tumhara raha Tum naa huye mere toh kyaa..
More Lyrics from Dil Bechara Movie
- Khulke Jeene Ka - Arijit Singh, Shashaa Tirupati
- Afreeda Afreeda - Raja Kumari, Sana Musa
- Dil Bechara - Title Track - A R Rahman
- Maskhari - Sunidhi Chauhan, Hriday Gattani
- Taare Ginn - Shreya Ghoshal, Mohit Chauhan
- Friendzone - A R Rahman
- Mera Naam Kizie - Aditya Narayan Jha, Poorvi Koutish