Mann Ka Mirga Lyrics & Song – Bollywood Diaries | Pratibha Singh Baghel
Movie : Bollywood Diaries
Singers : Pratibha Singh Baghel
Music : Vipin Patwa
Lyricists : Dr Sagar
Genre : Happy
Music Label : Zee Music Company
Views : 1077
Mann Ka Mirga Lyrics
Ret ke tukde pani se dikhte hai Ya naino ke dhoke hai Manzil bhi apna roop badlti hai Raste ajab hote hai Kaisa safar hai yeh Kuchh na nazar aaye Uljhi paheli hai yeh Koi to suljhaye Har subha ki har sham bhi Sinduri kaha hai.. Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga mann ka mirga Dhoondh raha dhoondh raha Mann ka mirga mann ka mirga Dhoondh raha kastoori kaha hai Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga mann ka mirga Dhoondh raha dhoondh raha.. Zameen se falak Tak hai bahe pasare Aaj dil bhi to sikandar hai yaha Koi to samjhye ke sach ya fasana Ab kaisa aaj manzar hai yaha Koi to padh leta khuli yeh kitabe Jo hai bahir hai wohi anadar hai yaha.. Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga mann ka mirga.. Dhoondh raha dhoondh raha Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga dhoondh Raha kastoori kaha hai Mann ka mirga mann ka mirga Dhoondh raha dhoondh raha..
More Lyrics from Bollywood Diaries Movie
- Titli Ne Saare Rang Bech Diye - Angaraag Mahanta (papon)
- Manwa Behrupiya - Arijit Singh, Vipin Patwa
- Piya Ki Nagari - Pratibha Singh Baghel