Maula Mere Rehmat Karde Lyrics & Song – Monsoon | Krishna Beura
Movie : Monsoon
Singers : Krishna Beura
Music : Biswajit Bhattacharjee
Lyricists : Krishna Bharadwaj
Genre : Love
Music Label : Zee Music
Views : 1200
Maula Mere Rehmat Karde Lyrics
Jharre jharre mein mere maula Tere dar ka charcha hai Aaya yahaan jo banke sawaali Maayush kahaan woh rehta hai.. O maula mere rehmat karde Nazrein karam ki rehmat karde Aangan aangan noor hai tera Aangan aangan noor hai tera Poori sabki hasrat karde Maula mere rehmat karde Nazrein karam ki rehmat karde.. Maangu na koi daulat shohrat Gar tu hai toh itna karde Ho maangu na koi daulat shohrat Gar tu hai toh itna karde Jeena sakegi wohtanha akeli Saath mein uska rehbar karde Phool hi phool na gham ke kaante Phool hi phool na gham ke kaante Aisi uski kismat karde Maula mere rehmat karde Nazrein karam ki rehmat karde... Teri khushboo se mehke Har ghulshan mere maula Har rasta har manzil Ho roshan mere maula Teri khushboo se mehke Har ghulshan mere maula Har rasta har manzil Ho roshan mere maula.. O raahe wahin hai wohi makaan sab Par woh baat na teri gali mein Daraare ghin daali sab uthake deewar ki Phir bhi aas na gayi ek deedar ki.. Raahe wahin hai wohi makaan sab Par woh baat na teri gali mein Tere bina beman se dhalte Din ya raat haan teri gali mein Phir se basade phir se saja de Phir se basade phir se saja de Sooni galiyan jag mag karde Maula mere rehmat karde Nazrein karam ki rehmat karde Maula mere rehmat karde Nazrein karam ki rehmat karde..
More Lyrics from Monsoon Movie
- Soni Kudi De Naal - Divya Kumar
- Thoda Sa Pyaar Ho - Mohammad Irfan
- Man Hoya Bawra - Biswajit Bhatacharjee
- Rasleela Karle - Neha Kakkar, Santok Singh
- Maahi Ve Maahi - Shahid Mallya
- Thoda Sa Pyaar Ho 2 - Mohammad Irfan