Mera Yaar Thanedaar Lyrics & Song – 18.11 A code of Secrecy | Jaan Nissar Lone
Movie : 18.11 A code of Secrecy
Singers : Jaan Nissar Lone, Rani Hazarika
Music : Jaan Nissar Lone
Lyricists : Sahil Fatehpuri, Tanveer Ghazi
Genre : Item Number
Music Label : Worldwide Records
Views : 1601
Mera Yaar Thanedaar Lyrics
Ah.. Ah.. Ah.. Daiyaa.. Ambiya jawani ke pak jaane de, Phir chakna deewane Ambiya jawani ke pak jaane de, Phir chakna deewane Are baali umar mein haath lagaye toh, Bhijwa dungi thaane Mera yaar.. Haye.. Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar.. [repeat once] Ambiya jawani ke chaklene de, Sun paagal deewani Ambiya jawani ke chaklene de, Sun paagal deewani Arre bali umar ka apna maza hai, Chod yaar nadani Mujhe dede thoda pyaar, Mujhe dede thoda pyaar Mujhe dede thoda pyaar, Mujhe dede thoda pyaar Hmmmm.. Ayee.. Hmmmm.. Arre beech bajariya ched na mujhko, O majnu ke pote Beech bajariya ched na mujhko, O majnu ke pote Jaan gaya gar meri haqikat, Udd jayenge tote Mere naam ka charcha hai, Saari duniya mein shaane Meri wajah se tapak gaya, Saala johnny gaddar Mera yaar... Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar.. [repeat 2 times] Aaaa.. Tu roop nagar ki roopa hai.. Jisne lakhon ko loota hai.. Tere naazo nazakat ke sadke, Kitno ka hi dil tuta hai Ha..aaaa..aa.. Deewano ki teekkhi nazariya, Tan mein aag lagaye Dekh pataka mast kamariya, Sabka man lalchaye Par main jiski deewani hoon, Jaan liye har koi Par main jiski deewani hoon, Jaan liye har koi Robinhood ke jaisa hai, Jigra uska damdaar Mera yaar.. Haye.. Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar Ambiya jawani ke pak jaane de, Phir chakna deewane Ambiya jawani ke pak jaane de, Phir chakna deewane Are baali umar mein haath lagaye toh, Bhijwa dungi thaane Mera yaar... Haye.. Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar Mera yaar thanedaar, Mera yaar thanedaar Mujhe dede thoda pyaar, Mujhe dede thoda pyaar Mera yaar thanedaar... Haye...
More Lyrics from 18.11 A code of Secrecy Movie
- Andhi Jaisi Raftar Hai - Shail Hada
- Yeh Zameen - Kunal Ganjawala, Suzanne D'mello
- Eagle Sa Ego Hai - Shaan