Muhabbat Ko Misuse Lyrics & Song – Mirza Juuliet | Krsna
Movie : Mirza Juuliet
Singers : Krsna
Music : Krsna
Lyricists : Sandeep Nath
Genre : Love
Music Label : Zee Music Company
Views : 884
Muhabbat Ko Misuse Lyrics
Love mein hadtaal nahi ki jaati Jaanch partaal nahi ki jaati Love mein hadtaal nahi ki jaati Jaanch partaal nahi ki jaati Beimatlab ego mein isuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar Muhabbat ko misuse na kar Misuse na kar.. Aapko khichatani ki kyun aadat hai Ishq ya phir koi muft ki daavat hai Chot jo hai dil mein puraani thik na ho to Jawaani jawani jawani aafat hai Beimatlab ego mein isuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar.. Sab se badi ye trazadi hai Mohabbat ki hai ya phd hai Phir bhi bande phisde hai maara re Dekho bigadi apni gaadi hai Jatt se utro nar naari re Bhaiya maar maar maar dhakka re.. Meri zaalim jawaani huyi horror kahaani Yun to dana paani daana paani daana paani Hukka hukka re mera baith gaya baith gaya baith gaya Baitha baitha baitha baitha bhanda re.. Ishq da bheki laat ye jiske pad gaya Adiyal ghode sa woh ziddi ad jaaye Ruk jaye ji pyar ki zarni yaaro ke aage naak Ragadni ragadni ragadni ragadni pad jaaye Beimatlab ego mein isuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar Imotion ko ko ko ko tu confused na kar Muhabbat ko ko ko misuse na kar..
More Lyrics from Mirza Juuliet Movie
- Teri Razamandi - Javed Ali
- Tukda Tukda - Asees Kaur
- Seene Mein Lagi Aag - Javed Bashir