Musafir Main Hu Lyrics & Song – Shab | Krishnakumar Kunnath (k.k)
Movie : Shab
Singers : Krishnakumar Kunnath (k.k)
Music : Mithoon Sharma
Lyricists : Amitabh S. Verma
Genre : Love
Music Label : Tips Music
Views : 1085
Musafir Main Hu Lyrics
Musafir main hu yeh kis modd par Nazar mein nahi hai koi bhi dagar Parinda jasie mere dar-badar Yeh pauchey kahan hai Mera ek basar.. Jahan waqt ho thama Aur ho sukun zara.. Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Main hi nazar main hi zuban.. Main hi to khwaish mein khawabo main hun.. Main hi asar main hi wajah Main hi to apney irado mein hun.. Kudh sey hi roshan roshan Kudh ka hi main humdum Kudh ka hun rehbar Hai kudh pe yakin hai mujhe.. Hmmmmmm.. Par apno sey fasley hain.. Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Ek ehsaan karde zaraa Apni mohabbat ki dein dein panaah Jeene ka hai tu hi sabab Phir kya karoon me ye jazbaat bayaan.. Tujhse judoon mein Judaa hi rahoon mein Teri hi wafaaon ke saaye mein yeh safar katee.. Kyun tanhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Dil ki duhaiyaa aiyaan aiyaan aiyaan.. Kyun yeh judaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Rooh mein samaiyaan aiyaan aiyaan aiyaan.. Musafir main hu yeh kis modd par Nazar mein nahi hai koi bhi dagar Parinda jasie mere dar-badar Yeh pauchey kahan hai Mera ek basar.. Jahan waqt ho thama Aur ho sukun zara..
More Lyrics from Shab Movie
- O Saathi - Arijit Singh
- Afiya Afiya - Arun Daga, Mohammad Irfan
- Aawari Aawari Woh Puri Aawari - Mithoon Sharma