Naam E Wafa Lyrics & Song – Creature | Farhan Saeed
Movie : Creature
Singers : Farhan Saeed, Tulsi Kumar
Music : Mithoon, Tony Kakkar
Lyricists : Tony Kakkar
Genre : Love
Music Label : T-Series
Views : 1772
Naam E Wafa Lyrics
Naam-e-wafa matlab ke liye ab Lete hain kyun sabhi Naam-e-wafa matlab ke liye ab Lete hain kyun sabhi.. Dard jo seene mein uthta hai Nahi samjha yahaan koi Toh rehne de iss dard mein zinda Main tanha hi sahi... Ki dil se ye bhi denge bhula Tujhko jaana kabhi... Rehne de iss dard mein zinda Main tanha hi sahi... Dil se ye bhi denge bhula Tujhko jaana kabhi... Teri judaai mein marne se Iss dard mein jeena bhala Naam-e-wafa matlab ke liye ab, Lete hain kyun sabhi Dard jo seene mein uthta hai, Nahi samjha yahaan koi Toh rehne de iss dard mein zinda, Main tanha hi sahi Ke dil se ye bhi denge bhula, Tujhko jaana kabhi... Khwaab ko toot jaane do, Hai yahi naseeb mein haan Saath ko chhoot jaane do, Taqleef badi ho to kya.. Sehne de mujhe sehne de, Iss gham ko ye hai ilteza.. Teri wafa jo thi sirhaane, To aaraam mila mujhe Tera diya manga wapas, Toh kya ghalat isme Toh rehne de iss dard me zinda, Main tanha hi sahi Ke dil se ye bhi denge bhula, Tujhko jaana kabhi... Teri judaai mein marne se, Iss dard mein jeena bhala Naam-e-wafa matlab ke liye ab, Lete hain kyun sabhi Dard jo seene mein uthta hai, Nahi samjha yahaan koi Toh rehne de iss dard mein zinda, Main tanha hi sahi Ke dil se ye bhi denge bhula, Tujhko jaana kabhi..
More Lyrics from Creature Movie
- Sawan Aaya Hai - Arijit Singh
- Mohabbat Barsa De - Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar
- Ik Pal Yahi - Saim Bhatt
- Hum Na Rahein Hum - Benny Dayal
- Mehboob Ki - Mithoon Sharma
- Creature Dialogues - Bipasha Basu, Imran Abbas, Bikramjeet Kanwarpal, Deepraj Rana