Sab Bhulake Lyrics & Song – 3 AM : The Hour Of The Dead | Wajhi
Movie : 3 AM : The Hour Of The Dead
Singers : Wajhi
Music : Manan, Pranay M Rijia
Lyricists : Sharib Turaz
Genre : Love
Music Label : Zee Music
Views : 1133
Sab Bhulake Lyrics
Sab bhula ke bhi gham ye seh bhi jaate Dil jala ke aansun chhupate Sab bhula ke bhi gham ye seh bhi jaate Dil jala ke aansun chhupate... Kaali siyaah raatein, uspe teri yaadein Yaadon se jaati nahin hain Tujhko bhula ke bhi, Khud ko mita ke bhi Mujhko sukoon kyun nahin hai Sab bhula ke bhi gham ye seh bhi jaate Seh jaate.. Hey..mm.. Chal diye issliye zindagi chhod ke Dard kya tere bin ye jahaan Uddke jaane kyun tum gaye Raasta mod ke Kaali siyaah raatein, uspe teri yaadein Yaadon se jaati nahin hain Tujhko bhula ke bhi, Khud ko mita ke bhi Mujhko sukoon kyun nahin hai O..ho.... Inteha..hai yahi Ik muqammal pyaar ki Aakhiri saans ho justju mein yaar ki Kaali siyaah raatein, uspe teri yaadein Yaadon se jaati nahin hain Tujhko bhula ke bhi Khud ko mita ke bhi Mujhko sukoon kyun nahin hai Sab bhula ke bhi gham ye seh bhi jaate Dil jala ke aansuon chhupate Sab bhula ke bhi gham ye seh bhi jaate Dil jala ke aansoon chhupate O ho.. Aansun chhupaate..hey..
More Lyrics from 3 AM : The Hour Of The Dead Movie
- Teri Adaaon Mein - Mustafa Zahid
- Raeth Ki Tarah - Rajat Rd
- Tera Shukriya - Wajhi
- Meherbaan Meherbaan - Rajat Rd