Sawan Aaya Hai Lyrics & Song – Creature | Arijit Singh
Movie : Creature
Singers : Arijit Singh
Music : Mithoon, Tony Kakkar
Lyricists : Tony Kakkar
Genre : Romantic
Music Label : T-Series
Views : 2372
Sawan Aaya Hai Lyrics
Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai... Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar main tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai... Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na Kyun har subah tu, Meri saanson mein saamaye na Aaja na tu mere paas, Dunga itna pyaar main Kitni raat guzaari hai, Tere intezaar mein Kaise bataaun jazbaat ye mere Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai Sab kuch chhod ke aana tu, Saawan aaya hai Tere aur mere milne ka, Mausam aaya hai Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai Pyar main tere hadd se guzar jaana hai Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai... Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai...
More Lyrics from Creature Movie
- Naam E Wafa - Farhan Saeed, Tulsi Kumar
- Mohabbat Barsa De - Arjun, Arijit Singh, Samira Koppikar
- Ik Pal Yahi - Saim Bhatt
- Hum Na Rahein Hum - Benny Dayal
- Mehboob Ki - Mithoon Sharma
- Creature Dialogues - Bipasha Basu, Imran Abbas, Bikramjeet Kanwarpal, Deepraj Rana