Shamm E Dil Lyrics & Song – Talaash (2014) | Ghanshyam Vaswani
Album : Talaash (2014)
Singers : Ghanshyam Vaswani
Music : Ghanshyam Vaswani
Lyricists : N/A
Genre : Sad
Music Label : Worldwide Records
Views : 1273
Shamm E Dil Lyrics
Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa.. Aisi duniya mein junoo aise zamane mein wafa Aisi duniya mein junoo aise zamane mein wafa Is tarah khud ko tamasha na bana maan bhi jaa Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa.. Kab talak saath tera denge yeh dhundhle saaye Kab talak saath tera denge yeh dhundhle saaye Dekh naadan na ban mera kaha man bhi jaa Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa.. Phirr na kuchh hoga agar bad mein pachhtaya tu Phirr na kuchh hoga agar bad mein pachhtaya tu Waqt hai ab bhi hosh mein aa maan bhi jaa Tez aandhi hai mukhrif hai hawa maan bhi jaa Shamm e dil shamm e tamnna na jala maan bhi jaa..
More Lyrics from Talaash (2014) Album
- Apni Apni Seemaon Ka - Ghanshyam Vaswani
- Koi Kisi Se Dur Hai - Ghanshyam Vaswani
- Mitti Ka Khilona - Ghanshyam Vaswani
- Agar Talaash Karoon - Ghanshyam Vaswani
- Chot Woh Khai Hai - Ghanshyam Vaswani
- Ajnabi Ban Jaayen - Ghanshyam Vaswani, Minakshi Vaswani
- Khayal O Khwaab Hua - Ghanshyam Vaswani
- Jahan Mujhse Dil Mera Chhina Gaya Hai - Ghanshyam Vaswani