Toota Jo Kabhi Tara Lyrics & Song – A Flying Jatt | Atif Aslam
Movie : A Flying Jatt
Singers : Atif Aslam, Sumedha Karmahe
Music : Jigar Saraiya, Sachin Sanghvi
Lyricists : Priya Saraiya
Genre : Romantic
Music Label : Zee Music Company
Views : 3270
Toota Jo Kabhi Tara Lyrics
Kisi shaam ki tarah Tera rang hai khila Main raat ik tanha Tu chand sa mila.. Haan tujhe dekhta raha Kisi khaab ki tarah Jo ab saamne hai tu Ho kaise yaqeen bhala.. Toota jo kabhi taara, sajna ve! Tujhe rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve.. Tu mileya to jaane na dunga main.. Haan maine suni hai Pariyon ki kahani Waisa hi noor tera Chehra hai tera ruhani.. Aa tujhko main apni Aaja meri baahon mein chupa loon Haan apni iss zameen ko Kar doon main aasmaan bhi... Zindagi rok doon main ab tere saamne Pal do pal jo ruke tu mere sath mein.. Toota jo kabhi tara sajna ve Tujhe rabb se maanga Rabb se jo maanga mileya ve... Tu mileya to jaane na dunga main.. Itni bhi haseen main nahi, o yaara ve! Mujhse bhi haseen toh tera ye pyar hai Haan itni bhi haseen main nahi O yaara ve.. Mujhse bhi haseen tera pyaar.. Ke tera mera pyar ye Jaise khwab aur duaa Haan sach kar raha inhe Dekho mera khuda.. Toota jo kabhi taara sajna ve Tujhe rabb se maanga Rabb se jo maanga, mileya ve Tu mileya to jaane na dungi main...
More Lyrics from A Flying Jatt Movie
- Beat Pe Booty - Kanika Kapoor, Vayu
- A Flying Jatt (Title Song) - Mansheel Gujral, Raftaar, Tanishka Sanghvi
- Raj Karega Khalsa - Daler Mehndi, Navraj Hans
- Khair Mangda - Atif Aslam, Divya Kumar
- Tu Bhangda Pa - Asees Kaur, Divya Kumar, Vishal Dadlani
- Chal Chaliye - Tanishka Sanghvi