Woh Subah Lyrics & Song – Begum Jaan | Arijit Singh
Movie : Begum Jaan
Singers : Arijit Singh, Shreya Ghoshal
Music : Anu Malik, Khayyam
Lyricists : Sahir Ludhianvi
Genre : Sad
Music Label : Junglee Music
Views : 877
Woh Subah Lyrics
In kaali sadiyon ke sar se Jab raat ka aanchal dhalkega Jab dukh ke baadal pighlengen Jab sukh ka saagar chalkega.. Jab ambar jhoom ke naachega Jab dharti naghme gaayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi.. Jis subah ki khaatir yug-yug se ham sab mar-mar kar jeete hain Jis subah ki amrit ki dhun me ham jahar ke pyaale peete hai Inn bhooki pyaasi roohon pe ek din to karam farmaayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi.. Maana ke abhi tere mere armaanon ki keemat kuch bhi nahin Ooohhooooooo... Mitti ka bhi hai kuch mol magar Insaano ki keemat kuch bhi nahin.. Oooo Insaanon ki izzat jab jhoote Sikko me na toli jaayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi.. Wo subah humi sey aayegi Wo subah humi sey aayegi..
More Lyrics from Begum Jaan Movie
- O Re Kaharo - Altamash Faridi, Kalpana Patowary
- Murshida Murshida - Arijit Singh
- Aazaadiyan - Rahat Nusrat Fateh Ali Khan, Sonu Nigam
- Holi Khelein - Anmol Malik, Shreya Ghoshal
- Prem Mein Tohre - Asha Bhosle