Ya Baba (Fitna Farebi) Lyrics & Song – Phantom | Amitabh Bhattacharya
Movie : Phantom
Singers : Amitabh Bhattacharya, Nakash Aziz
Music : Pritam Chakraborty
Lyricists : Amitabh Bhattacharya
Genre : Happy
Music Label : N/A
Views : 1203
Ya Baba (Fitna Farebi) Lyrics
Makhtool jigar ya baba Qaatil hai nazar ya baba Ek mahejabin ya baba Ek noor-e-nabi ya baba Rab ki rubaai ya baba Ya hai tabahi ya baba Gardan surahi ya baba Boli ilaahi ya baba.. Afghan jalebi Mashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah, bhai wah Bandook dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah, bhai wah.. Afghan jalebi Mashooq farebi Ghayal hai tera diwana Bhai wah, bhai wah Bandook dikha ke kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah, bhai wah.. O..dekh darazi wallah Banda namazi wallah Khel ke baazi wallah khaamakha Ab thehra na kisi kaam ka Wallah, wallah Mir ka koi wallah Shair suna ke wallah Ghoont laga ke wallah jaam ka Main raha khan mehaz naam ka.. Oye lakht-e-jigar ya baba Oye noor-e-nazar ya baba Ek teer hai tu ya baba Main chaak jigar ya baba Bandon se nahi to allah se daregi Waada to kabhi nibhana Bhai wah, bhai wah.. Bandook dikha dikha ke Kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah bhai wah bhai wah bhai.. Rafa dafa loot gayi fitna farebi Wo meri fitna farebi Wo meri fitna farebi Dafa dafa tang mujhe kitna karegi O meri fitna farebi.. Aaye haaye fitna farebi.. Rafa dafa loot gayi fitna farebi Wo meri fitna farebi Wo meri fitna farebi Dafa dafa tang mujhe kitna karegi O meri fitna farebi.. Aaye haaye fitna farebi.. Gul-e-gulzar ya baba Mere sarkar ya baba Bada manshoor ya baba Tere rukhsaar ya baba Haaye shamsheer nigahein Chabuk si adayein Nacheez pe na chalana Bhai wah, bhai wah.. Bandook dikha dikha ke Kya pyar karegi Chehra bhi kabhi dikhana Bhai wah, bhai wah...
More Lyrics from Phantom Movie
- Afghan Jalebi - Asrar
- Sun Beriyaan Saware - Arijit Singh
- Nachda - Shahid Mallya