Yeh Raat Mona Lisa Lyrics & Song – Kaafiron Ki Namaaz | Advait Nemlekar
Movie : Kaafiron Ki Namaaz
Singers : Advait Nemlekar, Usha Uthup
Music : Advait Nemlekar
Lyricists : Ram Ramesh Sharma
Genre : Happy
Music Label : Lorien Records
Views : 847
Yeh Raat Mona Lisa Lyrics
Yeh raat mona lisa Jaise sangeen hai Aadhi khushi hai Adhi ghamgeen hai Yeh raat mona lisa Jaise sangeen hai Aadhi khushi hai Aadhi ghamgeen hai.. Khidkiyon ke baahar girta Kitna saara neer hai Aan maano baadal Bahot ameer hai Samajhte ye khud Ko parindey hain Par yeh udd nahi sakte Kabhi pankho se Phadphadate hain Par yeh udd nahi sakte.. In shuturmugo ki dastaan Toh hamesha ki hai Bas society kyun inhe Padhna nahi chahti Hamesha apne Sheeshe dhak leti hai Yeh itne badsoorat hai kya Kabhi pankho se Phadphadate hai Par yeh udd nahi sakte Inke dard gulab Ki haveliya hai Dekhne mein surkh hain Sunne mein kaanton Ki saheliya hai.. 1 2 3 4 Kamzor si dilon Pe muskaane hai Udaas muskaane hai Maayus muskaane hai Kamzor si dilon Pe muskaane hai Maayus muskaane hai Udaas muskaane hai Thaki thaki si hai phir Bhi yeh chal rahi hai Samajhte ye khud Ko parinde hai Par yeh udd nahi sakte Kabhi pankho se Phadphadate hai Par yeh udd nahi sakte.. I told you no baby No no no Sehar bas thehar Ke aane ko hai Aur hosh masti ke Scooter par sawaar hai Sehar bas thehar Ke aane ko hai Aur hosh masti ke Scooter par sawaar hai Thats the way to go baby.. Adaa se nashe mein Jhoom rahein hai Jaise ye koi mor hai kya Batakh se nikalti azaane hai Kaafiron ki namaaz hai The cat is out of the bag..
More Lyrics from Kaafiron Ki Namaaz Movie
- Sawalon Ki Godh Mein - Advait Nemlekar, Najim Arshad
- Bajao Zor Se Taali - Sukhwinder Singh
- Jhalkiyan - Harshdeep Kaur, Vikas Ambhore